It is currently Fri Oct 31, 2025 3:25 pm

All times are UTC




Post new topic Reply to topic  [ 7 posts ] 
Author Message
PostPosted: Wed Dec 16, 2009 8:50 am 
Offline

Joined: Tue May 06, 2008 9:35 am
Posts: 11
[youtube][/youtube][googlevideo]
[/googlevideo]


Rajesh Khanna was the india's first superstar and the only star who had got huge success in Indian Film Industry. His first film debut was Aakhri Khat in 1966 with Indirani Mukerjee and he became the first superstar of Indian Cinema after the release of Aradhana in 1969. 24 films were super hit in a row. No Actor or Actress has broken this record so far. His girl fans from all over the world had written him letter in blood, Married with his photo, Local fans had kissed his car.

When Super Star Rajesh Khanna married to Dimple Kapadia during 1973 there was very big shock for his fans, Many of his girls had commited suicide. He keeps giving hits like Aavishkaar(1974), Roti(1974), Aap ki Kasam(1974) Mehbooba(1976), Anurodh(1977), aaina(1977), Fifty fifty(1981), Jaanwar(1982), Ram Avtaar(1983), Souten (1983) Agar Tum Na hote(1983), Alag Alag (1985), Vijay(1988), Swarg (1990), Khudai (1991) and his latest film was Kaash...Mere Hote which released in 2009. Many more films will be released shortly.

His films songs:

Song Lyrics : Ek Ajnabi Haseena Se
Film name : Ajnabee - 1974
Singer : Kishore Kumar.
Lyricst : Anand Bakshi
Music Director : RD Burman
Actor : Rajesh Khanna.

LYRICS :

Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua yeh na poocho
Kuchh aisi baat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Woh achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya ghata se chaand
Chehre pe jhulfein bhikri hui thi
Din mein raat ho gayi

Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Jaaneman jaanejigar
Hota main shaayar agar
Kehta gazal se teri adaayon par
Jaaneman jaanejigar
Hota main shaayar agar
Kehta gazal se teri adaayon par

Maine yeh kaha toh
Muhjse khafa ho jaanehaya ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Khubsoorat baat yeh
Chaar pal ka saath yeh
Saari umar mujhko rahega yehga yaad
Khubsoorat baat yeh
Chaar pal ka saath yeh
Saari umar mujhko rahega yehga yaad

Main akela thha magar
Ban gayi woh hamsafar
Woh mere saath ho gayi

Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua yeh na poocho
kuch aisi baat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi




<embed src="http://www.mastitube.com/files/player/flvplayer.swf" width="425" height="350" allowfullscreen="true" allowscriptaccess="always" flashvars="&file=http://www.mastitube.com/showvid/1163.xml&height=350&width=425" />


Last edited by manoharv2001 on Tue Mar 23, 2010 6:08 am, edited 1 time in total.

Top
 Profile  
 
PostPosted: Wed Dec 16, 2009 9:07 am 
Offline

Joined: Tue May 06, 2008 9:35 am
Posts: 11
Song : Dil Ko Dekho, Chehra Na Dekho

Movie : Saccha Jhutha - 1970
Singer : Kishore Kumar.
Lyricist : Indeevar
Music Director : Kalyanji Anandji
Actor : Super Star Rajesh Khanna.

LYRICS :

Dil ko dekho, chehra na dekho
Dil ko dekho, chehra na dekho
Chehron ne laakhon ko loota
Haan, dil sacha aur chehra jhootha
Haan, dil sacha aur chehra jhootha
Dil ko dekho, chehra na dekho

Jo apni sachi soorat dikha dein
Aise nahin duniyawale
Sab ne hi apne cheharon ke aage
Jhoot ke parde hain daale

Meethi honthon pe baat
Dil mein rehti hai khaat
Dil ka honthon se naata hi jhootha
Dil sacha aur chehra jhoota
Dil sacha aur chehra jhoota
Dil ko dekho, chehraa na dekho

Tann se to aazaad hum ho gaye hain
Mann se gayi na gulaami
Pardesi bhaasga aur bhesh ko hi
Dete hain ab tak salami

Bhool kar apna rang
Sekhein auron ka dhang
Apnepan ka chalam humse chota
Dil sacha aur chehra jhoota
Dil sacha aur chehra jhoota
Dil ko dekho, chehraa na dekho

Marzi tumhaari tum kuch bhi samjho
Jo hum hain woh hum hi jaane
Rang roop dekhein to dekhein zamaana
Hum pyaar ke hain deewane

Pooje dhan ko sansaar
Humein mann se hai pyaar
Dhan isi baat par humse rootha
Dil sacha aur chehra jhoota
Dil sacha aur chehra jhoota
Dil ko dekho, chehraa na dekho

Chehron ne laakhon ko loota
Hai, dil sacha aur chehra jhoota
Dil sacha aur chehra jhoota


Top
 Profile  
 
PostPosted: Wed Dec 16, 2009 9:12 am 
Offline

Joined: Tue May 06, 2008 9:35 am
Posts: 11
Song : Aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon

Movie : Anurodh - 1977
Singer : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Actor : Super Star Rajesh Khanna

LYRICS :

Aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon
main yeh geet sunata hoon
apne dil ki baaton se, aap ka dil behlata hoon
aap ke anurodh pe...

Aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon
main yeh geet sunata hoon
Aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon
main yeh geet sunata hoon
apne dil ki baaton se, aap ka dil behlata hoon
aap ke anurodh pe...

Mat poochho auron ke dukh mein, yeh prem kavi kyon rota hai
Mat poochho auron ke dukh mein, yeh prem kavi kyon rota hai
bas chott kisi ko lagti hai, aur dard kisi ko hota hai
door kahin koi darpan toote, tadap ke main reh jaata hoon
aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon
main yeh geet sunata hoon

Taareef main jiski karta hoon
taareef main jiski karta hoon, kya roop hai woh, kya khushboo hai
kuchh baat nahin, aisi koi, yeh ek suron ka jaadu hai
koyal ki ek cuuk se sab ke, dil mein huuk uthata hoon
aap ke anurodh pe main, yeh geet sunata hoon
main yeh geet sunata hoon...

Main pehne phirta hoon jo, woh zanjeerein kaise banti hain
main pehne phirta hoon jo, woh zanjeerein kaise banti hain
yeh bhed bata doon geeton mein, tasveeren kaise banti hain
sundar hothon ki laali se, main rang roop churata hoon
aap ke anurodh pe, main yeh geet sunata hoon
main yeh geet sunata hoon
apne dil ki baaton se, aap ka dil behlata hoon
aap ke anurodh pe


Top
 Profile  
 
PostPosted: Wed Dec 16, 2009 9:21 am 
Offline

Joined: Tue May 06, 2008 9:35 am
Posts: 11
Song : Mere sapnon ki rani kab aayegi tu

Movie : Aaradhana - 1969
Music Director : S D Burman
Lyricist : Anand Bakshi
Actor : Super Star Rajesh Khanna.

LYRICS :

Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
Pyaar ki galiyaan, baagon ki kaliyaan
Sab rang raliyaan poochh rahi hain
Geet panghat pe kis din gaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Phool si khilke, paas aa dil ke
Door se milke chain na aaye
Aur kab tak mujhe tadpaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Kya hai bharosa aashiq dil ka
Aur kisi pe yeh aa jaaye
Aa gaya to bahut pachtaayegi tu
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, haan tu chali aa
Chali aa, tu chali aa



Video available at http://www.youtube.com/watch?v=vo1MykK4u8U


Top
 Profile  
 
PostPosted: Wed Dec 16, 2009 9:25 am 
Offline

Joined: Tue May 06, 2008 9:35 am
Posts: 11
Song : Mere Dil Mein Aaj Kya Hai


Movie : Daag - 1973
Singer : Kishore Kumar.
Lyricist: Sahir
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Actor : Super Star Rajesh Khanna.

LYRICS :

Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Teri zulf phir sawaaroon
Teri maang phir sajadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon

Mujhe devta banaakar
Teri chahton ne pooja
Mujhe devta banaakar
Teri chahton ne pooja

Mera pyaar keh raha hai
Main tujhe khuda banadoon
Mera pyaar keh raha hai
main tujhe khuda banadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon

Koi dhoondne bhi aaye
Toh hame na dhoond na paye
Koi dhoondne bhi aaye
Toh hame na dhoond na paye

Tu mujhe kahin chhupa de
Mein tujhe kahin chhupa doon
Tu mujhe kahin chhupa de
Mein tujhe kahin chhupa doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon

Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye
Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye

Tere gesuon main chhupkar
Main jahaan ke gham bhula doon
Tere gesuon main chhupkar
Main jahaan ke gham bhula doon

Teri zulf phir sawaaroon
Teri maang phir sajadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon


Top
 Profile  
 
PostPosted: Wed Dec 16, 2009 9:31 am 
Offline

Joined: Tue May 06, 2008 9:35 am
Posts: 11
Song : Jaaney Do Mujhe Yaaron

Movie : Fifty Fifty - 1981
Singer : Kishore Kumar.
Actor : Super Star Rajesh Khanna.

LYRICS :

Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon

Meri koi manzil nahi
Main ek awaara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon

Duniya main mohabbat bhi
Hoti hai naseebon se
Duniya main mohabbat bhi
Hoti hai naseebon se
Kya pyaar ameeron ka
Hum jaise gareebon se

Ye chaand ki duniya hai
Main Khota sitaara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon

Aye dost mubarak ho
Aye dost mubarak ho
Ye mahal yeh rangralian
Mujhko toh bulati hein
Waapas woh meri galiyaan

Main ek pardesi hoon
Main ek banjara hoon

Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Meri koi manzil nahi
Main ek awaara hoon


Top
 Profile  
 
PostPosted: Wed Dec 16, 2009 4:00 pm 
Offline

Joined: Tue Jul 07, 2009 6:15 pm
Posts: 454
Location: USA
Surely there is another Rajesh Hhanna Thread.


Top
 Profile  
 
Display posts from previous:  Sort by  
Post new topic Reply to topic  [ 7 posts ] 

All times are UTC


Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 1 guest


You cannot post new topics in this forum
You cannot reply to topics in this forum
You cannot edit your posts in this forum
You cannot delete your posts in this forum

Search for:
Jump to:  
Powered by phpBB® Forum Software © phpBB Group