folks,.. looking for translation of the underlined sentences.
Devang Patel's: Kunwara Bechara . . chorus .
mujhe tto sab kahe be-cha-ra.. kyon ki hoon abhi tak main kunwara..
bina shadi kihiye ho gaya main old.. log bolte hain main hoon ek dam fold..
kunwara reh gaya nahin mera kasoor kahin na kahin garbar hui thi juroor
bina biwi ke zindagi lage khaak.. shadi karo meri bajao meri naak...
. . chorus .
umor meri jab hui ek-kish.. daddy ne tab hee dekhaya first piece.
usne bataya uski umor thi bees.. hieght say feet, and weight ek-so-tees..
khan gee main o boli ki mujse na darr naste ke dish ko hata ke baju par..
bahon mein liya mujhe aur diya masal.. mu se main tto ja-pan gayi nikaal..
usko na keh dee mera nahin tha kasoor usse tto achhi koi miligi juroor
main bhi chahta hoon, mera ho koi sasoor shadi karado meri, o meri huzoor
. . chorus .
umor meri jab hui pachsees.. mummy ne tab hee dekhaya doosra piece..
ghunghat urd ke o aayi mere paas.. afsara ka mujhe huwa ehsaas..
maine gaya ghunghat ye hata do. o boli par dekho rehne do..
maine kaha.. ab nahin raha jayega o boli ki raaz khul jayega..
ghunghat hataya maine.. aaya mujhe josh andhar ka scene dekh ke .. main huwa behosh
duniya mujhe lagi berangi.. uski dono aankhen thi vengee..
usko na keh dee mera nahin tha kasoor usse tto achhi koi miligi juroor
main bhi chahta hoon, mera ho koi sasoor shadi karado meri, o meri huzoor
. . chorus .
Edited By shuman on 1068680665
|